donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Jaun Eliya
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kis se izhaar-e-muddaa kiije, *
Kis se izhaar-e-muddaa kiije,
aap milte nahiiN haiN, kyaa kiije,
(izhaar-e-muddaa : expression of desire)
aap the jiske chaaraagar vo javaaN,
saKht biimaar hai, du’aa kiije,
(chaaraagar : sympathizer)
mujh ko aadat hai ruuTh jaane kii,
aap mujh ko manaa liyaa kiije,
milte rahiye isii tapaak ke saath,
be-vafaa’ii kii intihaa kiije,
aik hii fan to hamne siikhaa hai,
jis se miliye use Khafaa kiije.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 341