|
* Koi yeh kaise bata ye ke vo tanha kyo'n hai'n, *
Koi yeh kaise bata ye ke vo tanha kyo'n hai'n,
Vo jo apana tha vohi aur kisi ka kyo'n hai'n,
Yahi duniya hai to phir aisi ye duniya kyo'n hai'n,
Yahi hota hai'n to akhir yahi hota kyo'n hai'n,
Ek zara haath badha, de to pakarhle daaman,
Uske sine me'n sama jaye hamari dharhkan,
Itni qurbat hai'n to phir fasala itna kyo'n hai'n,
Dil-e-barabad se nikala nahi'n ab tak koi.
|
|