donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Kaleem Ajiz
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Jaha’n dard se ba khabar ho na jaye, *
Jaha’n dard se ba khabar ho na jaye,
Jidhar Mai’n hoo’n duniya udhar ho na jaaye,
Junoo’n ishq ka parda dar ho na jaaye,
Mohabbat meri mushtahar ho na jaaye,
Sahaare peg ham ke abhi zindagi hai,
Gham hi kahii’n munhasar ho na jaaye,
Banayi hai dil ne nayi aik duniya,
Kahii’n aasma’n ko khabar ho na jaaye,
Qayaamat uthaye na fariyad meri,
Yeh fitna kahi’n fitna gar ho na jaaye,
Wesaale dile natawa’n ho raha hai,
Mohabbat ka barbad ghar ho na jaaye,
Balaaye’n teri zulf ki le raha hoo’n,
Kahi’n yeh bala mere sar ho na jaaye.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 404