|
* Ghulam ishq ke sab kam apna ker jatei’n hai’n *
Ghulam ishq ke sab kam apna ker jatei’n hai’n,
Hamei’n woh lams na daita to hum bikher jatei’n hai’n,
Mita na deta zamana uske naqsh-e-qadam,
Haya ke bar se sajde jabei’n ke mar jate ,
Tumhari bazam mei’n mai’n is liye nahi’n aaya,
Hazaar phool se chehro’n ke dil utar jate,
Mahek mei’n doobi farishta sifat nigaho’n se,
Agar darata hamei’n woh such hi dar jata,
Yeh aur bat ki mai’n zaher pi gaya verna,
Badan ke phool samander mei’n ghut ke mar jate.
|
|