donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Kausar Niyazi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kabhii jo nikhat-e-zulf-e-nigaar aaii hai *
Kabhii jo nikhat-e-zulf-e-nigaar aaii hai
fazaa-e-murdaa-e-dil me’n bahaar aaii hai

zaruur terii galii se guzar huaa hogaa 
ki aaj baad-e-sabaa beqaraar aaii hai

koii dimaagh tasavvur bhii jin kaa kar na sake
ye jaan-e-zaar vo lamahen guzaar aaii hai

Khudaa gavaah ki un ke firaaq me’n "Kausar" 
jo saaNs aaii hai vo sogavaar aaii hai 


 
Comments


Login

You are Visitor Number : 401