|
* Yaar ko mai'n ne mujhe yaar ne sone na diya, *
Yaar ko mai'n ne mujhe yaar ne sone na diya,
Raat bhar tali-e-bedar ne sone na diya,
Ek shab bulbul-e-betab ke jage na nasib,
Pahluu-e-gul mai'n kabhi Khar ne sone na diya,
Raat bhar ki dil-e-betab ne bate'n mujh se,
Mujh ko is ishq ke bimar ne sone na diya.
|
|