donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Khwaja Hyder Ali Aatish
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Yeh aarzu thi tujhe gul ke ru-ba-ru karte, *
Yeh aarzu thi tujhe gul ke ru-ba-ru karte, 
Ham aur bulbul-e-betab guftagu karte, 
Payam bar na mayassar hua to Khub hua, 
Zaban-e-Ghair se kya shar ki aarzu karte, 
Meri tarah se mah-o-mahar bhi hai'n aawara, 
Kisi habib ko yai bhi hai'n justaju karte, 
Jo dekhte teri zanjir-e-zulf ka aalam, 
Asir hone ke azad aarzu karte, 
Na puchh aalam-e-baragashta tali-e-"Atish", 
Barasti aag mai'n jo baran ki aaazu karte, 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 567