donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Liaqat Ali
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* hum to tinke chun rahe thay aasian ke liae. *
hum to tinke chun rahe thay aasian ke liae. 
aap ko kis ne kaha tha bijlian girane ke liae 
haath thak jaaenge kyun pis rahi ho mehndi 
khoon haajir hai hatheli pay lagaane ke liae 
ishq ko dard e sir kehne vaalo suno 
ab to kuch bhi ho humne yeh sir lay lia hai 
vo nigaho se bach ke kidar jainge 
ab to unke muhalle main ghar lay lia hai 
aay ban than ke seher e khamoshan mein vo 
kabar dekhi jo meri to kehne lage 
aray aaj iski bhi itni taraqi hui 
ki ek beghar (ali) ne shota sa ghar lay lia hai
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 422