donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mahir Nizami Jhansvi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Karega door aandheron ko roshni dega yakin maut ka hum sab ko zindagi dega *
Karega door aandheron ko roshni dega yakin maut ka hum sab ko zindagi dega

Chiraag paas hai tere na tu jalaye to chraag tujhko bhala kaise roshni dega

Lagi hai piyaas to ek baar hum se kah to do Lahu hamara tumhain kuch to taazgi dega

Tujhe khabar hi nahi mere sar phire dushman jo zakhm tu ne deya hai wo roshni dega..

Jo mangna hai wo apne khuda se tum mango Siwa fareb ke kya tum ko aadmi dega....

Nahin hain chaand sitaare to kya huaa Mahir Andheri raahon mein jugnu bhi roshni dega

MAHIR NIZAMI MUMBAI
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 341