donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mahmood Sham
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Ab sunega kon tere gham ki baat *
Ab sunega kon tere gham ki baat

kon dekhe ga tera qalb e figaar

har kisi ko ranj o gham hain be shumaar

ab to har dil main basi hay kaainaat

roz o shab rehte hain sab hi mehv e zaat

chhaa gaya har aankh par aisa ghubaar

be rukhi ka dekh sakti hi nahin

tere rukhsaaron k peelay peelay paat

band karlay apne kamray k kiwaarr

or jalaa palkon pe shama e ashk e khoon

apne saaye ko dikha zakhm e daroon

apne saaye ko dikha daagh e jigar

hijer ki deewaar furqat k pahaarr

apne saaye se hi har ik baat kar.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 420