donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Masood Hassas
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Haan shaoq hai to baithiye lekin khader key *

Haan shaoq hai to baithiye lekin khader key
Tal jaayen gee balaayen kiyaa darwaazah bher key
Zulmat ke jo aseer they nikley qabaa se jab
Ab dekhtey hain roshnee aankhen suker key
Is tarh us ney dee mere jaamah garee ki daad
Bhejaa hai pairahan mujhey bakhiye udher key
Main dhoondhtaa hun shahr ki ra;naaiyon me ab
Who need jo ki aayi thee saaye me per ke y
jo shah sawaar they sabhi rooposh ho gaye
ghorey bhi astabal me hain muhtaaj aer key
Hassaas kiyaa adaa hai merey yaar e ghaar ki
Wo baat jab bhi kartaa hai jazbaat chher key
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 361