donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mirza Ghalib
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Har ek baat pe kahte ho tum ke tu kya ho *
Har ek baat pe kahte ho tum ke tu kya ho,
Tum hi kaho ke ya andaze guftagu kuya hai.

Rago'n mai'n daurhte phir ne ke hum nahi'n qaayel,
Jeb aankh he se na tapka to wo lahoo kya hai.

Jala hai jism to dil bhi jal gaya hoga,
Kured te kyo'n ho,ab raakhe justajoo kya hai.

Rahi na takhte guftaar aur agar ho bhi,
To kis umeed se kahiye ki aarzoo kya hai.

Hua hai shah ka musahib phire hai itrata,
Vagerna shahar mai'n "Ghalib" ki Aabroo kya hai.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 373