|
* Ghar hamaaraa, jo na rote bhii, to viraa.N hotaa *
Ghar hamaaraa, jo na rote bhii, to viraa.N hotaa,
bahr gar bahr na hotaato bayaabaa.N hotaa,
ta.ngi-e-dil kaa gilaa kyaa, ye wo kaafir dil hai,
ke agar ta.ng na hotaa, to pareshaa.N hotaa,
baad-e-yak umr-e-waraa, baar to detaa baare,
kaash rizawaa.N hii dar-e-yaar kaa darabaa.N hotaa. |
|