donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mirza Ghalib
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Bahut sahii gham-e-getii sharaab kam kyaa hai *
Bahut sahii gham-e-getii sharaab kam kyaa hai 
Ghulaam-e-saaqii-e-kausar huun mujhko gham kyaa hai

tumhaarii tarz-o-ravish jaante hain ham kyaa hai 
raqiib par hai agar lutf to sitam kyaa hai 

sukhan mein khaamaa-e-Ghaalib kii aatashafashaanii 
yaqiin hai hamako bhii lekin ab us mein dam kyaa hai 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 373