donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mirza Rafiq Shakir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Rukh se aa’nchal ko hata kar noor barsaegi phir *

Ghazal numa

Rukh se aa’nchal ko hata kar noor barsaegi phir ,
Mujh ko bahkayegi phir 
Ghusul farmaane se pahle balcony me’n  kabhee ,
Zulf bikhrayegi phir 
Zakham saare phir hare ho ne lge’nge dekhnaa ,
Aise sharmayegi phir 
Mujh ko tarpane kee khatir chandnee raato’n me’n woh ,
Baam par aayegi phir 
Naaz se ,andaaz se ashwa se ,ghamza se kabhi,
Dil pe chha jae gee phir 
Be rukhee par us kee shakir raz dil khul jae gaa ,
Aa’nkh phir aayegi phir
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 335