* Hamarey dobney valon ko kon rota hai ? *
Hamarey dobney valon ko kon rota hai ?
ke zair e ab pari hain kuch aur lashain b !
merey laho ki amanat adow ka zehar e sitam !
merey badan ka asaasa teri kharashain bhi !
kahan talak main puraney dinon ka ishq likhon ?
yeh log ab koi tuhmat nayee tarashain bhi. |