|
* Kaha tha yaar ne hum say ki palkon ke shikare main tumhain bithayen ga *
Kaha tha yaar ne hum say ki palkon ke shikare main tumhain bithayen gay,
kaha tha yaar ne hum say ki saansoon main tumhari apni saanson ki khushboo basayein gay,
kaha tha yaar ne hum say ki apni aankhoon say tumhain pilayengay,
kaha tha yaar ne hum say ki tanha jee na payein gay
magar chale gaye humari duniya say itna dour ki ab wo aa na payeingay,
tanha kiya muje itna ki unki yaadon main ab hum mar na payeingay. |
|