donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mona Shahab
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Aarzo thi tu ezterab bhi tha *
Aarzo thi tu ezterab bhi tha
neend gheri thi or khab bhi tha
ek bagola tha rait ka pechay
dasht maeN samne sarab bhi tha
meri qismat kay surd hatooN maeN
meray hissay ka kuch azaab bhi tha
hum safer es safer maeN  tu he bata
KIA SAWALOON KA KUCH JAWAB BHI THA
bazm maeN   lut rahay thay mena-o-jam
aor adat ka woh kharab bhi tha
SARI DUNYA KA INTIKHAB THA WO
aor woh mera intekhab bhi tha
tha kabhi waqt  jab  hamara dil
ek mehekta hoa gulab bhi tha
KHOOI KHOOI SEE OS KI ANKHOON MAY
MUJH KO PANY KA AIK KHAB BHI THA
ZINDAGI THEE KHULI KITAB MERI
AOR WO SAHIB.E. KITAB BHI THA
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 496