donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Monazir Ashiq Harganvi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Ghazal numa ghazal se kuchh alag to hai *
Ghazal numa
Ghazal numa ghazal se kuchh alag to hai, 
Pharhakti unki rag to hai. 
Khayale zaid me’n magar bakar ka zikre khair kiyo’n, 
Kahi’n pe koi thag to hai. 
Agarche uski khirhkiya’n har aadmi pe band hai’n ,
Gali me aik sag to hai .
Ishare wali ungliya’n khamosh hai’n to kya hua, 
Anguthiyo’n me nag to hai. 
Ghazal ki bhirh bhaarh me’n ghazal numa pe ghaur kar, 
Miya’n yeh kuchh alag to hai. 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 487