donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mozaffar Hasan Aali
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Woh mojid hai’n, ghazal ka isteaara dhoond lete hai’n *
Ghazal numa

Woh mojid hai’n, ghazal ka isteaara dhoond lete hai’n, 
Khesaara dhoond lete hai’n. 
Samunder me’n bhi rah ker woh kinara dhoond lete hai’n,
Sahara dhoond lete hai’n.
Barhe ghwwas hai’n ,rakh kar woh apni jaan hatheli par ,
Nazaara dhoond lete hai’n. 
Mere qisse mei’n bhee woh apna qissa jorh dene ka 
Ishara dhoond lete hai’n. 
Woh gunbad ke makee’n sufi kabooter,fikre aqdas mei’n,
Minara dhoond lete hai’n.
Jo tanhayee ke khoogar hai’n bhari majlis me’n rah kar bhi,
Kinara dhoond lete hai’n.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 315