donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Munir Niazi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Raat behad chup hai, *
Raat behad chup hai,
Aur us ka andhera surmagi'n,
Sham parhte hi damakte the jo rango'n ke nagi'n,
Dur tak bhi ab kahi'n,
Us ka nisha'n milta nahi,

Ab to barhta ayega,
Ghanghor badal chah ka,
Us may bahati ayegi,
Ek madbhari mithi sada,
Dil ke sune shahar may gunjega naghma chah ka,

Raat ke parde may chhup kar Khun rulati chahate'n,
Is qadar kyo'n duur ho,
Mujh se zara ye to kaho,
Mere pas akar kabhi meri kahani bhi suno,
Siskiya'n leti hawaye'n kah rahi hai'n `chup raho`.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 304