|
* Kya bhala mujhko parakhne ke natija nikla, *
Kya bhala mujhko parakhne ke natija nikla,
zakhm e dil aap ki nazro'n se bhi gehra nikla,
Torhkar dekh liya aina e dil tune,
teri surat ke siwa aur bata kya nikla,
Tishnagi jam gai patthar ki tarah honto'n par,
duub kar tere dariya may mai'n pyasa nikla.
|
|