donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Naeem Masood
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Khud ko kirdaar se ojhal nahi hone deta *
Khud ko kirdaar se ojhal nahi hone deta
sanG bhi phenkta rehta hai kaheeN sahil se 
 
aur pani maiN bhi halchal nahi hone deta 
 
roz ik leher utha lata hai bekhawabi maiN 
 
aur ankhhoN ko bhi bojhal nahi hone deta 
 
dhoop bhi cha'oN bhi rakhta hai saroN per laikin 
 
aasmaN per kahin badal nahi hone deta 
 
phool hi phool khilata hai sar-e-shakh-wajood 
 
 
aur khushboo ko musalsal nahi hone deta
 
 
aalam-e-zaat maiN darwaish bana deta hai 
 
Ishq insaan ko paaGal nahi hone deta.
*************
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 560