donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Naqsh Lailpuri
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* maanaa terii nazar me.n teraa pyaar ham nahii.n *
maanaa terii nazar me.n teraa pyaar ham nahii.n
kaise kahe.n ke tere talabaGaar ham nahii.n

tan ko jaalaake raaKh banaayaa, bichhaa diyaa
lo ab tumhaarii raah me.n diivaar ham nahii.n 

sii.nchaa thaa jisako hamane tamanna ke khoon se 
chaman me.n us bahaar ke haqadaar ham nahii.n

dhokha diyaa hai khud ko mohabbat ke naam par
ye kis tarah kahe.n ke gunehagaar ham nahi.n
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 346