donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Naresh Kumar Shad
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Naa ravaa hai kisii kii ham-raahii, *
Naa ravaa hai kisii kii ham-raahii,
raah meN jaa rahaa huuN akelaa hii,
phir bhii kaisaa nafiis dhokaa hai,
rang-o-buu hai agarche dhokaa hii,
(nafiis : exquisite)
dil terii yaad meN taRaptaa hai,
jaise be-aab ho ko’ii maahii,
(be-aab : without water; maahii : fish)
faiz saaqii kaa aam thaa har chand,
ham ko rahnaa magar thaa pyaasaa hii,
(faiz : benefit)
aadmii to faqiir hii saa hai,
ThaaT haiN “Shaad” ke magar shaahii
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 383