donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Naseem Akhtar
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* KEHMAN *
        KEHMAN

MAnzar
Ashiq ka bhi kehna kya be mishl hai ahle qalam 
tanqeed ghazal tahqeeq ki likhi hai usne kitab 
gulzar adab mein Naseem harganvi ne abtak 
taqriban saath kkutab ke huns ke khilai gulab 
kahsar nikalta hai uski hi adarat mein 
beej aisa jaridah abhi is dahar mein hai nayab 
voh ahal qalam ko likhe aur pyaar se khat bheje
mazmoon, kahani, ghazal, irsal to kijiye janab 

Kehman
bas yehi nahin ke voh hai sahab alim-v-qalam 
akhlaq-v-vafa mein bhi koi uska nahin shani
jo hurf adab likha qurtas pe usne Naseem 
huq to hai yehi Akhtar voh ban gaya lafani
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 554