donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Naseem Sehar
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Mansab daar ke tewar dikhne wale hai'n *
Mansab daar ke tewar dikhne wale hai'n
Jaise meri socho'n ko  shal kar dega

Mumzada laya hai jo mausam gul ka woh
Ik din us gulshan ko jangal kar dega

Qaatil ko mat apni gardan pesh karo
Warna woh basti ko maqtal kardega

Jazbaa jis ke bayes sher utarte hai'n
Lutf bhala keya lafzo'n me'n dhal kar dega

Kar pauo'nga baat adhoori mai'n us se
Chup rah kar woh baat mokammal kar dega

Tum bhi "Naseem" soboot koyee hone ka do
Apna suragh sitara to hal kar dega

P.O. Box. No. 5925, Jeddah-21432 (Saudi Arabia)

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 340