donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Nasir Kazmi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Ye bhi kya sham-e-mulaqat aaii, *
Ye bhi kya sham-e-mulaqat aaii,
lab pe mushkil se teri bat aaii,

subah se chup hai'n tere hijr nasib,
haye kya hoga agar raat aaii,

bastiya'n chhor ke barse badal,
kis qayamat ki ye barsat aaii,

koi jab mil ke hua tha rukhsat,
dil-e-betab wahi raat aaii,

saya-e-zulf-e-buta'n mai'n 'Nasir'
ek se ek nai raat aaii.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 395