donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Nida Fazli
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Garaj Baras Pyasi Dharti Par Phir Pani De Maula, *
Garaj Baras Pyasi Dharti Par Phir Pani De Maula, 
chidiyo'n ko dana, bacho'n ko gudadhani de maula,

do aur do ka jod hamesha char kahan hota hai, 
soch samajh valo ko thori nadani de maula,

phir roshan kar zahar ka pyala chamaka nai saliben, 
jhooTho'n ki duniya me'n sach ko tabani de maula,

phir murat se bahar akar charo'n or bikhar ja, 
phir mandir ko koi mira divani de maula,

tere hote koi kisi ki jan ka dushman kyo'n ho, 
jine valon ko marane ki asani de maula.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 373