donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Owais Zameer
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* aik aur tanha shaam *
aik aur tanha shaam
koi aur shaam, koi aur waqt
wohi hai magar halat-e-zaar wohi hai...
wohi khamoshi ka andhera wohi yaas ki dhund
farq hai to bas itna !
kay meri tanhai se ghabra kay yeh shayad...
tumhi ho jo chali aayi ho
magar yeh zalim aql !
har ik lamha-e-faraib mein 
bata deti hai chupke se zaroor
kay jis aahat pay dil aik aur sa-at ji utha tha
woh khayale yaar hai....yaar nahin!
******
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 369