donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Qamar Jalalwi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Khatm shab-e-qissaa-e-muKhtasir na hu_ii , *
Khatm shab-e-qissaa-e-muKhtasir na hu_ii ,
shamaa gul ho ga_ii sahar na hu_ii,
ro_ii shabanam jalaa jo ghar meraa ,
phuul ke kam ha.Nsii magar na hu_ii,
hashr me.n bhii vo kyaa mile.nge mujhe ,
jab mulaaqaat umr bhar na hu_ii,
aa_iinaa dekh kar ye kiijiye shukr ,
aap ko aap kii nazar na hu_ii,
sab the mahafil me.n un kii mahv-e-jamaal ,
ek ko ek kii Khabar na hu_ii,
sai.Nka.Do.n raat ke kiye vaade ,
un kii raat aaj tak "Qamar" na hu_ii.
9
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 311