donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Rakhshan Hashmi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* wo kyun itna akadta hai,mera dil toot sakta hai *
wo kyun itna akadta hai,mera dil toot sakta hai
 
na janey kyun wo ladta hai mera dil toot sakta hai
 
mere hathon ki mehdi ki ye laali kam n ho jaye
 
ye mausam kyun bdalta hai,mera dil toot sakta hai
 
khiloney tootne ka gham bahut hi sah chukey hain ham
 
ye sheesha kyun chamakta hai mera dil toot sakta hai
 
sama 'at mein usi ki goonj hai charo'n taraf merey
 
bhla kb wo smajhta hai? mera dil toot sakta hai
 
tabassum merey honto'n ka usi k naam hai Rakhshan
 
wo akhir kyun bigadta hai mera dil toot sakta hai
******
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 348