donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Saami Aejaz
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Bula raha hai zaman,badal ke chaal mujhe, *
Bula raha hai zaman,badal ke chaal mujhe,
Phir ek baar,mere rahnuma sambhaal mujhe,

Mohabato'n se who khali tha,tab hii badle mei'n,
Who de raha thaa,zameene'n,kaii canal mujhe,

Zahar to sach mei'n hii hota hai,bol kar dikha,
Too jhoot bol ke karta hai kyo'n halal mujhe,

Meri wafa ko jo,jageer samjhe baitha hai,
Mohabato'n se karega,who kab nahaal mujhe,

Too bewafa hai,magar chorh ke naa jaa mujhko,
Ke maar dalega,yeh aakhri malal mujhe,

Tumhare bin, rah nahi pata kya karoo'n bolo,
Who bhejta hai likh kar,yehi sawal mujhe.

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 378