donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Sarfaraz Ahmad Ejazi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Ganga tere pani se wazoo krte rahe hum *
Ganga tere pani se wazoo krte rahe hum
Aye mulk teri khak se karte hain tayammum
Tu meri shab-o-roz-e-ibadat me hai shamil
Fir kyun hai faqat shart-e-wafa vandematram.
 
Mulk ko firqa parasti ki aag me na dala jaye
Aisey waiyson se kahan taaj sambhala jaye
P.M banne ke jo sapne liye hai kah do usse
Jaagti aankhon se koi khuwab na pala jaye.
 
Use ye zid hai ke woh zulm ki had tak pahunche
Mujhe bhi dekhna hai,ab tootta kahan hoon main
 
*************
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 629