donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Sartaj Anjum
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Bahaar tham, abhi jashn-E-bahaar baqui hai *
Bahaar tham, abhi jashn-E-bahaar baqui hai
Rubaru gul hai , per didaar -E-yaar baqui hai
Hazaar sajde kiye dear-O-haram men phir bhi
Lahoo men shar, aur dil per ghubaar  baqui hai
Ye sab jaam-E-mohabbat ka  asar hai saqi
Raat dhal gayi phir bhi khumaar  baqui hai
khuda  ki zaat se umeed chorte kyuN ho
KhezaaN ke baad sama  kushgawaar  baqui hai
Lab-E-darya yahaN koyi shahr tha shayad
Lekin uski faqat kuch diwaar  baqui hai
Phir shuruaat nayi  mujhse  huyi : Anjum:
Phir ek parwaaz sitaroN  ke dayaar  baqui hai
***
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 333