* Udaasi kaam apna kar gai shayad *
Ghazal
Udaasi kaam apna kar gai shayad
use paane ki khwahish mar gayi shayad
Siyaahi shab ki aayi thi darane ko
Ghame-furqat se khud hi dar gayi shayad
jala daley achanak sarey khat uske
hamarey dil mei nafrat bhar gayi shayad
******* |