donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Seema Gupta
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* NAZM - "Narm lihaf" *
NAZM

-
"Narm lihaf"
 
siyah raat ka ek katra jab
ankhon ke bechain dariya ki
kashmkash se ukljhne lga
bas vhi ek shaksh achanak
mere sirahne pe mujhse aa ke mila
 
mai tithak kar uske ehsaas ko
chuti tatolti aanchal mey chupa
ruh ke tehkhaane mey shej leti hun
 kuch hasrte'n narm lihaf mey
dubke machlne lagti hai'n
jab vhi ek shaksh achanak
mere sirahne pe mujhse aa ke mila
 
kuch majburiyo'n ki pagdandiya'n
jo mere shaane pe ubhar aati hai'n
apne hi ykin ke sparsh ki
sugbugahat se hat
chand ke sath meri htheliyo'n mey
chupke chupke se simtne lagti hai'n
sach vhi bas vhi ek shaksh jab achanak
mere sirahne pe mujhse aa ke mila
 
(seema)
 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 338