donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shagufta Basit
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Meri Zaat Pe Dharey Tohmatain, Meri Naikiyoo.n Ko Bura Kahey *
Meri Zaat Pe Dharey Tohmatain, Meri Naikiyoo.n Ko Bura Kahey
Abb Us Ki Babat Kahoo.n Main KIya, Wo Tu Har Kisi K Khilaaf Hay

Bharey Aansoo.n Sey Ye Jab Nayan, Bari Chah Sey Unhain Ponch Dey
Usey Merey ghum tu aziz hain, per meri hansi k khilaaf hay

wo qatra qatra dey zeh'r mujhe yoon judaai ka kaj-adaai ka
wo jo shakhs maseeha_e sheh'r hay, meri zindagi k khilaaf hay

bari chah sey teri raah main deye kuch jalaay they aas k
wo hawa hasad ki bujha gaii, wo tu roshni k khilaaf hay

sabhi she'hr k dieye gull keye usi shakhs nay jo ameer tha
jisey dawa tha bara maan tha k wo teergi k khilaaf hay
&&&&&&&&
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 379