* Main kaise kah doon wo be-wafa tha *
Main kaise kah doon wo be-wafa tha
Jo mujh pe har dam faraifta tha
jo meri ankhoo.n ki dill-kashi per
Fiza main naghmey bakhairta tha
main kaise kah don wo be-wafa tha
judaiyoon ka ajab safar tha
main gir rahi wo sanbhal raha tha
Main kaise kah doon wo be-wafa tha
******* |