donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shah Mubarak Abroo
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* agar dil ishq sii.n ġhafil raha hai *

agar dil ishq sii.n ghafil raha hai

to apne fan mei.n na-qabil raha hai

dil o dii.n se to guzra ab khudi chhod

ghar us mah ka ab ik manzil raha hai

judaii ke kare tadbeer ab kaun

ye dil tha so usii sii.n mil raha hai

na bandho said rahne ka nahii.n baaz

dil apni harkato.n sii.n hal raha hai

misl-e-barq duniya se guzar ja

ita kyuu.n is me.n be-haasil raha hai

nahii.n tazmiin ka zauq 'abroo' ko

kaha.n us kuu.n dimagh o dil raha hai


۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸

 

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 215