KAHMUKARNI: Aankh mei’n sau-sau khel rachaaye, Aankh se baaher nazar na aaye, Natkhat hai,kab hua hai apna ? Ai sakhee, saajan ? Naa sakhee, sapna !