donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shahid Nayeem
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Tumhari gali hai nishana hamara *
Ghazal numa

Tumhari gali hai nishana hamara ,
Thikana hamara.
Tera husn to do dino’n ke liye hai, 
Zamana hamara.
Yaqii’n hai mujhe, geet us ka bane ga, 
Tarana hamara. 
Tumhare hi talvo’n se ja ke mila hai, 
Sarhana hamara.
Tumhare badan me’n hi jakar chhupa hai ,
khzana hamara.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 311