donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shakeb Jalali
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Aik insaan ki haqeeqat kya hai *
Aik insaan ki haqeeqat kya hai,
zindagi sey usey nisbat kya hai,

Andhi uth'tey tou ura ley jay,
mouj biphrey tou baha ley jay,

aik insaan ki haqeeqat kya hai,
dagmagaay tou sahara na miley,

samney ho pe kinara na miley,
aik insaan ki haqeeqat kya hai,

kund talwaar qalm kar daley,
sard shola hi bhasm kar daaley,

zindagi sey isey nisbat kya hai,
aik insaan ki haqeeqat kya hai .
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 366