donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shakeel Badayuni
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Aaj mere shab-e-furqat kii sahar aa_ii hai, *
Aaj mere shab-e-furqat kii sahar aa_ii hai,
muddato.n baad terii raahaguzar aa_ii hai, 

dekh to liijiye mere Khuun-e-tamannaa ki bahaar,
jis kii surKhii merii aa.Nkho.n me.n utar aa_ii hai, 

tuune to tark-e-muhabbat kii qasam khaa_ii thii,
kyo.n terii aa.Nkh mujhe dekh ke bhar aa_ii hai, 

un ke pairaahan-e-ra.ngii.n kii mahak hai is me.n,
aaj kyaa baad-e-sabaa hoek udhar aa_ii hai, 

is me.n kuchh un kii jafaaye.N bhii to shaamil hai.n ’Shamim’,
bevafaa_ii kii jo tohamat mere sar aa_ii hai. 



 
Comments


Login

You are Visitor Number : 506