donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shakeel Badayuni
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kaabe se but_kade se kabhii bazm-e-yaar se, *
Kaabe se but_kade se kabhii bazm-e-yaar se,
aavaaz de rahaa huu.N tujhe har muqaam se,

[bazm = gathering; muqaam =place]

naa-aashnaa hai aaj vahii mere naam se,
duniyaa pukaaratii thii jinhe.n mere naam se ,

[naa-aashnaa = not acquainted with]

uff ye shab-e-firaaq ke maaro.n kii beKhudii,
Khud hii bujhaa diyaa hai charaaGo.n ko shaam se, 

[shab-e-firaaq = night of separation]

dil me.n fareb lab pe tabassum nazar me.n pyaar,
luuTe gaye ’Shamim’ ba.De ehatimaam se. 

[fareb = deceit;tabassum = smile]
[ehatimaam =arrangement]

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 353