donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shariq Adeel
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Gali gali mei’n diye jalana ,gali gali mei’n zeyaei’n karna *

Ghazal numa

Gali gali mei’n diye jalana ,gali gali mei’n zeyaei’n karna 
Piye mohabbat sabhaei’n karna 
Ghazal numa ka har aik misra yeh kahh raha hai sukhanwaro’n se 
Ghazal numa se wafaei’n karna 
Hmare aafis ki rah guzar mei’n ,haseen chehre bhi hai’n safar mei’n 
Jo kar sko to khataei’n karna 
Hmaree aankhei’n tumharee aa’nkho’n se guftagoo me lagee hoaye hai’n 
Nesar un par adaei’n karna 
Hum apni aa’nhkei’n nichorh dei’nge zmi’n ke peyase labo’n pe Shariq 
Na baarisho’n ki duaaei’n karna
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 326