* Bharosa bharosa *
Bharosa bharosa
ye kya ratt lagayi hai tumne?
tum alag ho koyi is jaha se
areyy
jaisa mai waise tum
mai hi jab aaj ki subh waisa na tha jaisa soya tha raat
to phir kisliye aur kyun
mai tumhari purani wafa dariyon par bharosa karun
ye bataao......shariq kaifi
|