donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shariq Kaifi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* gala baith jane ke darr se kabhi *
gala baith jane ke darr se kabhi
eik angoor chakkha nahi
brand cigerette ka badla nahi
seekh par jal gaye mere hisse ke sare kabab
phir bhi sabse bada khoff sach ho gaya
khair jo bhi hua
ab mai aazaad hun
aaj frooti piyunga
gale ki sinkaaye ke baad 
aaj frooti piyunga
ab ye wehm
ahtiyatein ye darr
un ke sar
jin ki beemariyan
chapp ke kagaz pe aaye nahi hain abhi....shariq kaifi
******
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 337