* Usay parhnay ki aadat thi *
Usay parhnay ki aadat thi
mujhay likhnay ki aadat par gai
yun k
usay parhnay ki adat thi..
men likhta hun..
bari shiddat say likhta hun..
magar wo parh nahi pati..
yeh ab jana k aadat to usay bhi hay
magar aadat badalnay ki...
&&&&&& |