|
* " A doston yaqeenan ye rone ki jaa hai, *
" A doston yaqeenan ye rone ki jaa hai,
Khoya wahi mobile mujhe jiski chaah hai.
Bahot ranjeeda baitha hun karunga kya bhala mai ab,
Hazaro usme number the milenge ab wo kaise sub.
soya tha raat me jub pahlu me wo rakha tha,
utha subah ko mai jub uska na kuch pata tha.
company thi nokia model tha ikyawan tees,
ab yaad wo aata hai uthti hai dil me tees."
*********** |
|